Teri Mehfil Se Dil Kuch Aur Tanha Hoke Lauta HaiTeri mehfil se dil kuch aur tanha hoke lauta haiYe lene kya geya tha aur kya ghar leke aaya hai
Mehfil Main Hansna Mera Mizaz Ban GayaMehfil main hansna mera mizaz ban gayaTanhai main rona ek raaz ban gayaDil ke dard ko chehre se zahir na hone diyaYahi mere jeene ka andaaz ban gaya
Hum To Tere Dil Ki Mehfil Sajane Aaye TheHum to tere dil ki mehfil sajane aaye theTeri kasam tujhe apna banane aaye theKis baat ki saza di tumne humkoBewafa hum to tere dard ko apnane aaye the
Mehfil Mein Mere Zikar Ke Aate Hi Uthe WohMehfil mein mere zikar ke aate hi uthe wohRuswa-e-mohabbat ka ye ezaz to dekhoMeaningRuswa-e-mohabbat = humiliated in lovEzaz = miracl
Hum To Tere Dil Kee Mehfil Sajane Aaye TheHum to tere dil kee mehfil sajane aaye theTeri kasam tujhe apna banane aaye theKis baat kee saza dee tumne humein bewafaHum to tere dard ko apna banane aaye the
Teri Mehfil Se Uthe To Kisi Ko Khabar Tak Na ThiTeri mehfil se uthe to kisi ko khabar tak na thiTera mud-mud ke dekhna humein badnaam kar geya